Yeh dooriyan Yeh dooriyan Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyan Nigahon ki dooriyan
Hum rahon ki dooriyan Fanah ho sabhi dooriyan
Kyun koi paas hai Door hai Kyun koi
Jaane Na koi yahan pe
Aa Raha paas ya door mein ja raha
Janu na mein hoon kahan pe
Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyan Nigahon ki dooriyan
Hum rahon ki dooriyan Fanah ho sabhi dooriyan
Yeh dooriyan Yeh dooriyan
Kabhi hua yeh bhi Khali Rahon pe bhi
Tu tha mere saath
Kabhi tujhe milke lauta mera dil yeh khali khali haath
Yeh bhi hua kabhi Jaise hua Aabhi
Tujhko sabhi mein paa liya
Tera mujhe kar jaati hai dooriyan Satati hain dooriyan
Tarsati hain dooriyan Fanah ho sabhi dooriyan
Kaha bhi na mene Nahi jeena mene
Tu jo na mila
Tujhe bhule se bhi na Bola na mene chahun fasla
Bas fasla rahein Ban ke kasak jo kahen
Ho aur chahat yeh aur jawan
Teri meri mit jaani hai dooriyan
Begani hai dooriyan Hat jani dooriyan
Fanah ho sabhi dooriyan
Kyun koi paas hai Door hai Kyun koi
Jaane Na koi yahan pe
Aa Raha paas ya door mein ja raha
Janu na mein hoon kahan pe
Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyan Nigahon ki dooriyan
Hum rahon ki dooriyan Fanah ho sabhi dooriyan
No comments:
Post a Comment